Lyrics of Saara zamana haseeno ka deewana - Yaarana
Movie : Yaarana
Actors : Amitabh Bachchan, Amjad Khan and Neetu Singh
Music Director : Rajesh Roshan
Singers : Kishore Kumar
Lyricist : Anjaan
Hey saara zamana saara zamana
haseeno ka deewana haseeno ka deewana
zamana kahe phir kyon zamana kahe phir kyon
bura hai dil lagana bura hai dil lagana
hey saara zamana saara zamana
haseeno ka deewana haseeno ka deewana
zamana kahe phir kyon zamana kahe phir kyon
bura hai dil lagana bura hai dil lagana
hey saara zamana
ye kaun keh raha hai tu aaj pyaar kar le
jo kabhi bhi khatm na ho wo aitbaar kar le
ye kaun keh raha hai tu aaj pyaar kar le
jo kabhi bhi khatm na ho wo aitbaar kar le
maan le maan le meri baat
meri baat
hey saara zamana saara zamana
haseeno ka deewana haseeno ka deewana
zamana kahe phir kyon zamana kahe phir kyon
bura hai dil lagana bura hai dil lagana
hey saara zamana
jab husn hi nahi to duniya mein kya kashish hai
dil dil wahi hai jisme kahin pyaar ki khalish hai
jab husn hi nahi to duniya mein kya kashish hai
dil dil wahi hai jisme kahin pyaar ki khalish hai
maan le maan le meri baat
meri baat
hey saara zamana saara zamana
haseeno ka deewana haseeno ka deewana
zamana kahe phir kyon zamana kahe phir kyon
bura hai dil lagana bura hai dil lagana
hey saara zamana saara zamana
haseeno ka deewana
zamana kahe phir kyon zamana kahe phir kyon
bura hai dil lagana
Most Popular Items:
- Lyrics of Bang bang zamana bole - Hello
- Lyrics of Chhod do anchal zamana - Paying Guest
- Lyrics of Mere bachpan ke saathi - Anmol Ghadi
- Songs of Yaarana
- Lyrics of Roothe saiyaan hamaare - Devar
- Lyrics of Chori chori dekhe mujhko - EMI
- Lyrics of Tere jaisa yaar kahan - Yaarana
- Lyrics of Tere jaisa yaar kahan kahan aisa yaraana - Yaarana
- Lyrics of Bachna ae haseeno lo main - Bachna Ae Haseeno
- Lyrics of Barson puraana ye yaarana - Hera Pheri
- Lyrics of Mast baharon ka main aashiq - Farz
- Lyrics of Phoolon se tu rang - Dekh Bhai Dekh
- Lyrics of Hai aapna dil to aawara na jaane- Solvan Saal
- Lyrics of Jaanu meri jaan - Shaan
- Lyrics of Let’s party come on everybody - God Tussi Great Ho
- Lyrics of Ye mera dil pyar ka deewana - Don
- Lyrics of Laagi lagi toh lagi - Anamika
- Lyrics: “Jab se tere naina” of Saawariya
- Lyrics of Har dil jo pyaar karega - Sangam
- Lyrics of Kaisa khel dikhaye - Victory

No Responses to “Door Gagan Ki Chhaon Mein songs”
Please Wait
Leave a Reply