Lyrics of Saiyaan re saiyaan re - Salaam-e-ishq

Advertisements



Movie : Salaam-e-ishq
Actors : Salman Khan, Priyanka Chopra, Anil Kapoor, John Abraham and Vidya Balan
Music Director : Shankar-Ehsaan-Loy
Singer : Shankar Mahadevan and Shilpa
Lyricist : Sameer

Saiyaan re saiyaan re ye gori baiyan re
saiyaan re saiyaan re ye gori baiyan re
meri chudi mera kangana yaad aayega tujhko sajana
bache hain bache hain ab kuch pal tere kaware
na re saiyaan ko chodke na ja
aa na re saiyaan ko chodke na ja
na re saiyaan ko chodke na ja
saiyaan re

ye ada haay ye ada ye badan
haay surmaye ye nayan haay aur ye jaadu
ye nasha haay ye nasha ye jalan
haay ye jalan ye chubhan haay aur ye khushabu
teri ye adayein teri ye jawani
ab kahan milegi mujhko ai deewani
oye rang rangili roop ki laali shaan pe bikhri julf ye daali
bache hain bache hain ab kuch pal tere kaware
na re saiyaan ko chodke na ja
na re saiyaan ko chodke na ja
aa na re saiyaan ko chodke na ja
na re saiyaan ko chodke na ja

bhool ja haay ab ye raatein kahan
haay ab ye baatein kahan haay sun meri jaan
ja re ja haay aur ye raahat kahan
haay aur ye chaahat kahan haay pyaase mehmaan
aise na daga de aisi na saja de
chain aaye jara aisi koi dua de
oye mera jhumka mera thumka milane wala ab nahi tumka
bache hain bache hain ab kuch pal tere kaware
na re saiyaan ko chodke na ja
na re saiyaan ko chodke na ja
aa na re saiyaan ko chodke na ja
na re saiyaan ko chodke na ja
na ja na ja na ja ja re ja
na ja na ja na ja ja re ja
na re saiyaan ko chodke na chodke na ja
na re saiyaan ko haay na re saiyaan ko chodke na chodke na ja
saiyaan re saiyaan re
saiyaan re saiyaan re
na re saiyaan ko chodke na ja
na ja na ja na ja ja re ja
na ja saiyaan na ja saiyaan na ja ja re ja
na re saiyaan ko chodke na
saiyaan saiyaan ko chodke na
na re saiyaan ko chodke na ja




Most Popular Items:

Get latest updates via email, enter email address

Get your own blog for free
 

No Responses to “Lyrics of Saiyaan re saiyaan re - Salaam-e-ishq”  

  1. No Comments
Posting Your Comment
Please Wait

Leave a Reply

There was an error with your comment, please try again.