Lyrics of Sama hai suhaana suhaana - Ghar Ghar ki Kahani
Movie : Ghar Ghar ki Kahani
Actors : Rakesh Roshan and Bharti
Music Director : Kalyanji Anandji
Singers : Kishore Kumar
Lyricist : Anand Bakshi
Sama hai suhaana nashe mein jahaan hai
sama hai suhaana suhaana nashe mein jahaan hai
kisi ko kisi ki khabar hi kahaan hai
har dil mein dekho muhabbat jawaan hai
sama hai suhaana suhaana
keh reh rahi hai nazar nazar se afsaane
keh reh rahi hai nazar nazar se afsaane
ho raha hai asar ke jis ko dil jaane
dekho ye dil ki azab daastan hai
nazar bolti jo dil bezubaan hai
sama hai suhaana suhaana nashe mein jahaan hai
kisi ko kisi ki khabar hi kahaan hai
har dil mein dekho muhabbat jawaan hai
sama hai suhaana suhaana
ho gaya hai milan dilon ka mastaana
ho gaya hai milan dilon ka mastaana
ho gaya hai koi kisi ka deewana
jahan dilruba hai dil bhi wahaan hai
jise pyaar kahiye wahi darmiyaan hai
sama hai suhaana suhaana nashe mein jahaan hai
kisi ko kisi ki khabar hi kahaan hai
har dil mein dekho muhabbat jawaan hai
sama hai suhaana suhaana
Most Popular Items:
- Lyrics of Andaaz mera mastaana maange - Dil Apna Aur Preet Paraayi
- Lyrics of Mere ghar aayi ek nanhi - Kabhi Kabhie
- Lyrics of Mandir hai ghar Ye Hamaara - Ek Vivaah Aisa Bhi
- Songs of Ghar Ghar Ki Kahani
- Lyrics of Badli se nikla hai chaand - Sanjog
- Lyrics of Ghar se nikalte hi - Papa Kehte Hain
- Lyrics of Ye sama sama hai - Jab Jab Phool Khile
- Lyrics of Chhaliya more baake chhaliya - Dil Dosti Etc
- Hit hindi song ‘Ghar se nikalte hi’ from Papa Kehte Hain
- Hit songs of Paraya Ghar
- Lyrics of Aayegi nindiya ankiyon ke - Maruti Mera Dosst
- Top songs of Ghar Ka Sukh
- Lyrics of Koi mere dil mein - Andaz
- Lyrics of Jis gali mein tera ghar - Kati Patang
- Lyrics of Ye jeevan hai is jeevan ka - Piya Ka Ghar
- Lyrics of Phir milenge chalte chalte - Rab Ne Bana Di Jodi
- Lyrics of Arziyaan saari main chehre - Dilli 6
- Hit songs of Yeh Teraa Ghar Yeh Meraa Ghar
- Lyrics of Laaga chunari mein daag - Dil Hi To Hai
- Lyrics of Dil Vil Pyar Vyar Main Kya Jaanu Re - Shagird

No Responses to “Door Gagan Ki Chhaon Mein songs”
Please Wait
Leave a Reply