Lyrics of Sambhaalo sambhaalo sambhaalo - Dil Dosti Etc

Advertisements



Movie : Dil Dosti Etc
Actors : Shreyas Talpde, Imaad Shah and Nikita Anand
Music Director : Siddharth, Suhas, Agnee
Singers : Sunidhi Chauhan
Lyricist : Siddharth and Suhas

Sambhaalo sambhaalo sambhaalo
kabhi hai yahaan kabhi hai wahaan
koi na jaane jaayega kahaan
kabhi hai yahaan kabhi hai wahaan
koi na jaane jaayega kahaan

tum kahin na kahin pe chhupa lo dil ko
kahin na kahin pe chhupa lo dil ko
kahin na kahin pe chhupa lo dil ko
sambhaalo sambhaalo sambhaalo dil ko
sambhaalo sambhaalo sambhaalo dil ko
sambhaalo sambhaalo sambhaalo dil ko
sambhaalo sambhaalo sambhaalo dil ko

nashe se hai bhara aaj ka ye sama
aur hone lage apne armaan jawaan
hone waala hai jo use ho jaane do
jo khoya hai nahi use kho jaane do
par khone se bas tum bacha lo dil ko
par khone se bas tum bacha lo dil ko
sambhaalo sambhaalo sambhaalo dil ko
sambhaalo sambhaalo sambhaalo dil ko
sambhaalo sambhaalo sambhaalo dil ko
sambhaalo sambhaalo sambhaalo dil ko

jo hum tum saath hain to kyun hai ye faasale
aur nazdeek se aao hum bhi mile
hothon pe pyaas hai pyaas hai pyaar ki
bujhegi ab to yeh baahon mein yaar ke
pyaar kar lo magar tum bacha lo dil ko
pyaar kar lo magar tum bacha lo dil ko
sambhaalo sambhaalo sambhaalo dil ko
sambhaalo sambhaalo sambhaalo dil ko
sambhaalo sambhaalo sambhaalo dil ko
sambhaalo sambhaalo sambhaalo dil ko
kabhi hai yahaan kabhi hai wahaan
koi na jaane jaayega kahaan
kabhi hai yahaan kabhi hai wahaan
koi na jaane jaayega kahaan
tum kahin na kahin pe chhupa lo dil ko
kahin na kahin pe chhupa lo dil ko
kahin na kahin pe chhupa lo dil ko
sambhaalo sambhaalo sambhaalo dil ko
sambhaalo sambhaalo sambhaalo dil ko
sambhaalo sambhaalo sambhaalo dil ko
sambhaalo sambhaalo sambhaalo dil ko




Most Popular Items:

Get latest updates via email, enter email address

Get your own blog for free
 

No Responses to “Lyrics of Sambhaalo sambhaalo sambhaalo - Dil Dosti Etc”  

  1. No Comments
Posting Your Comment
Please Wait

Leave a Reply

There was an error with your comment, please try again.