Lyrics of Shehar haaye khoob kya - Chal Chalein
Movie : Chal Chalein
Actors : Mithun Chakraborty and Rati Agnihotri
Music Director : Illaiyaraja
Singer : Shaan and Shreya Ghosal
Lyricist : Piyush Mishra
Shehar haaye khoob kya hai ye
shehar amrood ka hai ye shehar hai ilaahbaad
shehar haaye khoob kya hai ye
shehar amrood ka hai ye shehar hai ilaahbaad
ha yahi rahe the harivansh hamaare
kya khoob niraala baashk dulaare
kabhi to ganga ko chum le kabhi to jamuna ko chum le
sarswati aake jhum le
ye to amitaabh ka chatpati chaat ka
saath mein hai kalam davaat aur kitaab ka
chutkule hai yahaan phir bhi gambhir hai
hai maja yahin to yahaan ke sang saath ka
woh hai alfrika jo hai itana paak
ladate ladate yahin mare azad
ye to ilhaabaad hai iski kya baat hai
ye tamaam sheharon ka taaj meri jaan
shehar haaye khoob kya hai ye
shehar amrood ka hai ye shehar hai ilaahbaad
shehar haaye khoob kya hai ye
shehar amrood ka hai ye shehar hai ilaahbaad
sangam ki naav se deta koyi taan hai
woh dekho saamne aanadbhavan mein shaam hai
pandit nehru hoke haan laal bahaadur shaastri
hindustan ke takht ke janmein hai raaja yahin
rasakjano ka khaur hai ye mahaadevi ka maan hai ye
netraam ka chauraaha aaj bhi iski shaan hai ye
albela ye furtila magar ruk ruk ke chalata hai
mehanga h na kharchila tanik thoda alag sa shehar hai ye
shehar haaye khoob kya hai ye
shehar amrood ka hai ye shehar hai ilaahbaad
shehar haaye khoob kya hai ye
shehar amrood ka hai ye shehar hai ilaahbaad
ha yahi rahe the harivansh hamaare
kya khoob niraala baashk dulaare
kabhi to ganga ko chum le kabhi to jamuna ko chum le
sarswati aake jhum le
Most Popular Items:
- Lyrics of Aayi ab munni ki baari - Welcome to Sajjanpur
- Lyrics of Chup chup shaam thi - Chal Chalein
- Lyrics of O re piya haaye - Aaja Nachle
- Lyrics of Aye baadal jhoom ke chal - Nadaan
- Songs of Chal Chalein
- Lyrics of Haule haule ho jayega pyar - Rab Ne Bana Di Jodi
- Lyrics of Laal chadi maidaan khadi - Janwar
- Lyrics of Waqt ki dhoop mein - Kissan
- Lyrics of Ajnabi shehar hai - Jaaneman
- Lyrics of Kajra mohabbat waala - Kismat
- Lyrics of Kya khoob lagti ho - Dharmatma
- Lyrics of Batla de koi to hamein - Chal Chalein
- Lyrics of Nasha nashila utha dhuan hai - Dil Kabaddi
- Lyrics of Allah haafiz keh raha - Bhool Bhulaiya
- Lyrics of Haaye re wo din - Anuradha
- Lyrics of Uff are tu mirch hai - Chal Chalein
- Lyrics of Nazron se teer maare - Dil Kabaddi
- Lyrics : ‘Falak tak chal saath’ of Tashan
- Lyrics of Pyaar hamein kis mod pe - Satte Pe Satta
- Lyrics of Chunari sambhaal gori - Baharon Ke Sapne

No Responses to “Lyrics of Shehar haaye khoob kya - Chal Chalein”
Please Wait
Leave a Reply