Lyrics of Tan man dhan sab - Manchali


Movie : Manchali
Actors : Sanjeev Kumar and Leena Chandavarkar
Music Director : Laxmikant Pyarelal
Singers : Mukesh
Lyricist : Anand Bakshi

Tan man dhan sab hai tera bin tere kya hai mera
tan man dhan sab hai tera bin tere kya hai mera
raat din main tere geet gaata rahoon
tan man dhan sab hai tera bin tere kya hai mera
raat din main tere geet gaataa rahoon
tan man dhan sab hai tera

kya dharti kya sooraj chanda
kya dharti kya sooraj chanda
jag moh maya ka ek phanda
main hoon seedha saada banda jag choron ka hai dera
tan man dhan sab hai tera bin tere kya hai mera
raat din main tere geet gaata rahoon
tan man dhan sab hai tera

kya apna aur kya begaana
kya apna aur kya begaana
jaan ke kaahe dhokha khaana
jeevan hai bas aana jaana ek jogi ka hai phera
tan man dhan sab hai tera bin tere kya hai mera
raat din main tere geet gaata rahoon




Most Popular Items:

Get latest updates via email, enter email address

Get your own blog for free
 

No Responses to “Door Gagan Ki Chhaon Mein songs”  

  1. No Comments
Posting Your Comment
Please Wait

Leave a Reply

There was an error with your comment, please try again.