Lyrics of Tauba ye matwaali chaal - Patthar Ke Sanam
Movie : Patthar Ke Sanam
Actors : Manoj Kumar, Waheeda Rehman and Mumtaz
Music Director : Laxmikant Pyarelal
Singers : Mukesh
Lyricist : Majrooh Sultanpuri
Tauba ye matwaali chaal jhuk jaaye phoolon ki daal
tauba ye matwaali chaal jhuk jaaye phoolon ki daal
chand aur suraj aakar maange tujhse rang e jamaal
haseena teri misaal kahaan
tauba ye matwaali chaal jhuk jaaye phoolon ki daal
chand aur suraj aakar maange tujhse rang e jamaal
haseena teri misaal kahaan
tauba ye matwaali chaal
sitam ye adaon ki ranaiyaan hain
sitam ye adaon ki ranaiyaan hain
qayamat hai kya teri angdaiyaan hain
bahaar e chaman ho ghata ho dhanak ho
bahaar e chaman ho ghata ho dhanak ho
ye sab teri soorat ki parchhaiyaan hain
ke tan se udta gulaal kahaan
tauba ye matwaali chaal jhuk jaaye phoolon ki daal
chand aur suraj aakar maange tujhse rang e jamaal
haseena teri misaal kahaan
tauba ye matwaali chaal
jhuk jaaye phoolon ki daal
tauba ye matwaali chaal
jhuk jaaye phoolon ki daal
chand aur suraj aakar maange tujhse rang e jamaal
haseena teri misaal kahaan
tauba ye matwaali chaal
tauba ye matwaali chaal
hoon main bhi deewano ka ik shehzada
hoon main bhi deewano ka ik shehzada
tujhe dekh kar ho gaya kuchh zyada
khuda ke liye mat bura maan jaana
khuda ke liye mat bura maan jaana
ye lab chhoo liye hain yoon hi be irada
nashe mein itna kaayal kahan
tauba ye matwaali chaal jhuk jaaye phoolon ki daal
chand aur suraj aakar maange tujhse rang e jamaal
haseena teri misaal kahaan
tauba ye matwaali chaal
Most Popular Items:
- Lyrics of Patthar ke sanam tujhe - Patthar ke Sanam
- Phir Tauba Tauba is a sequel to Tauba-Tauba
- Lyrics of Kooke kooke koyaliya kooke - Life Partner
- Lyrics of Palkon ke peechhe se kya - Talash
- Lyrics of Koi patthar se na maare - Aaja Nachle
- Lyrics of Emotional atyachar - Dev D
- Songs of Patthar Ke Sanam
- Lyrics of Parde mein rehne do - Shikaar
- Lyrics of Main tujhe pukaaroon - Sanam
- Lyrics of Kehte rahenge sanam sanam - Kisse Pyaar Karoon
- Lyrics of Hansta hua noorani chehra - Parasmani
- Lyrics of Kitna pyaara waada hai - Caravan
- Lyrics of O mere sanam do jism - Sangam
- Lyrics of Chaal apni baadlon ki - Sikandar
- Lyrics of Koi patthar se na maare - Laila Majnu
- Lyrics of Tumse o haseena kabhi mohabbat na - Farz
- Lyrics of Mere pairon mein ghunghroo - Sangharsh
- Lyrics of Miss you everyday - Kya Love Story Hai
- Lyrics of Jaate ho jaana jaana - Parvarish
- Lyrics of Chehra kya dekhte ho dil mein utar kar - Salaami

No Responses to “Door Gagan Ki Chhaon Mein songs”
Please Wait
Leave a Reply