Lyrics of Tera muskurana ghazab dha gaya - Aarzoo
Movie : Aarzoo
Actors : Rajendra Kumar, Feroz Khan and Sadhana
Music Director : Shankar Jaikishan
Singers : Mohammad Rafi
Lyricist : Hasrat Jaipuri
Aye phoolon ki raani bahaaron ki malika
tera muskuraana ghazab ho gayaa
aye phoolon ki raani bahaaron ki malika
tera muskuraana ghazab ho gayaa
na dil hosh mein hai na hum hosh mein hain
nazar ka milaana ghazab ho gaya
tere honth kya hain gulaabi kanwal hain
ye do pattiyaan pyaar ki ik ghazal hain
wo naazuk labon se muhabbat ki baatein
hum hi ko sunaana ghazab ho gaya
aye phoolon ki raani bahaaron ki malika
tera muskuraana ghazab ho gayaa
kabhi khul ke milna kabhi khud jhijhakna
kabhi raaston par behakna machalna
ye palkon ki chilman utha kar giraana
gira kar uthaana ghazab ho gaya
aye phoolon ki raani bahaaron ki malika
tera muskuraana ghazab ho gayaa
fizaaon mein thandak ghata bhar jawaani
tere kesuon ki badi meharbaani
har ik pench mein saikdon maikade hain
tera ladkhadaana ghazab ho gaya
aye phoolon ki raani bahaaron ki malika
tera muskuraana ghazab ho gayaa
na dil hosh mein hai na hum hosh mein hain
nazar ka milaana ghazab ho gaya
Most Popular Items:
- Lyrics of Aye phoolon ki raani - Aarzoo
- Lyrics of Aap ka muskurana ghazab dha gaya - Anokhi Ada
- Lyrics of Ye zindagi usi ki hai - Anarkali
- Lyrics of Tu jaane na tu jaane - Ajab Prem Ki Ghazab Kahani
- Lyrics of Main teri dhun mein - Shoot Out At Lokhandwala
- Lyrics of Aage bhi jaane na tu - Waqt
- Lyrics of Tu saala kaam se gaya - Golmaal Returns
- Lyrics of Aye dil e nadaan - Razia Sultan
- Lyrics of hindi song ‘rock mahi’ from One Two Three
- Lyrics of Tum jo mile to mil gaya - Fast Forward
- Lyrics of Gori tera gaon bada pyara - Chitchor
- Lyrics of Aur is dil mein kya rakha hai - Imaandar
- Lyrics of Tum jo mile to mil - Fast Forward
- Lyrics of Aur is dil mein - Imaandar
- Lyrics of Socho aisa hota to - Salaam E Ishq
- Lyrics of hindi song ‘Main koi aisa geet’ from Yes Boss
- Lyrics of Kora kaagaz tha ye man mera - Aaradhana
- Lyrics of Thoda ruk jaayegi to - Patanga
- Lyrics of Kab chehra tera in aankhon ne - Lottery
- Lyrics of You’re my love - Partner

No Responses to “Door Gagan Ki Chhaon Mein songs”
Please Wait
Leave a Reply