Lyrics of Tere bina jiya jaaye na - Ghar

Movie : Ghar
Actors : Vinod Mehra and Rekha
Music Director : Rahul Dev Burman
Singers : Lata Mangeshkar and Kishore Kumar
Lyricist : Gulzar

Tere bina jiya jaaye na tere bina jiya jaaye na
tere bina jiya jaaye na tere bina jiya jaaye na
bin tere tere bin saajna saans mein saans aaye na

tere bina jiya jaaye na

jab bhi khayalon mein tu aaye mere badan se khushboo aaye

mehke badan mein raha na jaaye raha jaaye na
tere bina jiya jaaye na tere bina jiya jaaye na
bin tere tere bin saajna saans mein saans aaye na
tere bina jiya jaaye na tere bina jiya jaaye na

reshmi raatein roz na hongi ye saugatein roz na hongi

zindagi tujh bin raas na aaye raas aaye na
tere bina jiya jaaye na tere bina jiya jaaye na
bin tere tere bin saajna saans mein saans aaye na
tere bina jiya jaaye na

Most Popular Items:

Get latest updates via email, enter email address

Get your own blog for free
 
No Responses to “Door Gagan Ki Chhaon Mein songs”  

  1. No Comments
Posting Your Comment
Please Wait

Leave a Reply

There was an error with your comment, please try again.