Lyrics of Teri aankhon ke matwale - Salaam E Ishq


Movie : Salaam-E-Ishq
Actors : Salman Khan, Priyanka Chopra, Anil Kapoor, John Abraham, Vidya Balan, Govinda, Akshaye Khanna, Ayesha Takia
Music Director : Shankar Ehsaan Loy
Singer : Sonu Nigam, Kunal Ganjawala, Sadhna Sargam, Shankar Mahadevan, Shreya Ghoshal
Lyricist : Sameer

Ishq hai
teri aankhon ke matwale kajal ko mera saalam
julphon ke kale kale badal ko mera salaam
teri aankhon ke matwale kajal ko mera salaam
julphon ke kale kale badal ko mera salaam
ghayal kar de mujhey yaar teri payal ki jhankar
he teri soni soni her ada ko salaam
salaam-e-ishq ishq ishq salaam-e-ishq
salaam-e-ishq ishq ishq salaam-e-ishq
ho salaam-e-ishq salaam-e-salaam-e- ishq
salaam-e-ishq salaam-e-salaam-e- ishq salaame
ishq hai
ho teri mastani anjaani baton ko mere salaam
raaton mein doobi doobi raaton ko mera saalam
khuwabon mein kho gayi mein deewani ho gayi mein
soni soni teri soni har ada ko saalam
salaam-e-ishq ishq ishq salaam-e-ishq
salaam-e-ishq ishq ishq salaam-e-ishq
ho salaam-e-ishq salaam-e-salaam-e- ishq
salaam-e-ishq salaam-e-salaam-e- ishq salaame
ishq hai

ho teri haaton which mehandi ka rang khila hai
tujhe sapno da change mahboob mila hai
meri banno pyaari pyaari sari duniya se nyaari
ise doli mein tu leja doliyaan doliyaan

teri meri nazar jo mili pahli baar ho gaya ho gaya tujhse pyaar
dil hai kya dil hai kya jaan bhi tujhpe nisaar maine tujpe kiya aitbaar
ho main bhi to tujhpe mar gayi deewanapan kya kar gayi
meri har dhadkan betaab hai palkon wich tera khawaab hai
ho jaan se bhi pyaari pyaari jaaniya ko salaam
salaam-e-ishq ishq ishq salaam-e-ishq
salaam-e-ishq ishq ishq salaam-e-ishq
ho salaam-e-ishq salaam-e-salaam-e- ishq
salaam-e-ishq salaam-e-salaam-e- ishq salaame
ishq hai

main tere ishq mein do jahan waar doon mere wade pe kar le yakin
keh rahi hai zameen keh raha asman tere jaisa dooja nahi
ho aise jaadu na dal ve naa aaon tere naal ve
jhooti tarifein chod de ab dil mere dil se jod de
ho jo abhi hai dil se nikli us dua ko salaam
salaam-e-ishq ishq ishq salaam-e-ishq
salaam-e-ishq ishq ishq salaam-e-ishq
ho salaam-e-ishq salaam-e-salaam-e- ishq
salaam-e-ishq salaam-e-salaam-e- ishq salaame
ishq hai

rab se hai iltija maaf kar de mujhe main to teri ibadat karu
aye meri soniye na khabar hai tujhe tujhse kitni mohobbat karu
tere bin sab kuch benur hai meri mang mein tere sindur hai
sanson mein yehi paigam hai mera sab kuch tere naam hai
ho dhadkano mein rehne wali soniye ko salaam
salaam-e-ishq
teri aankhon ke matwale kajal ko mera salaam
jhulfo ke kale kale badal ko mera salaam
khawabon mein kho gayi mein deewani ho gayi mein
soni soni teri soni har ada ko salaam
salaam-e-ishq ishq ishq salaam-e-ishq
salaam-e-ishq ishq ishq salaam-e-ishq
ho salaam-e-ishq salaam-e-salaam-e- ishq
salaam-e-ishq salaam-e-salaam-e- ishq salaame
salaam-e-ishq salaam-e-salaam-e- ishq salaame
ishq hai
salaam-e-ishq




Most Popular Items:

Get latest updates via email, enter email address

Get your own blog for free
 

No Responses to “Door Gagan Ki Chhaon Mein songs”  

  1. No Comments
Posting Your Comment
Please Wait

Leave a Reply

There was an error with your comment, please try again.