Lyrics of Thande thande paani se - Pati Patni Aur Woh
Movie : Pati Patni Aur Woh
Actors : Sanjeev Kumar, Vidya Sinha and Ranjeeta
Music Director : Ravindra Jain
Singers : Mahendra Kapoor and Asha Bhonsle
Lyricist : Anand Bakshi
Thande thande paani se nahaana chaahiye
thande thande paani se nahaana chaahiye
gaana aaye ya na aaye gaana chaahiye
haan arre gaana aaye ya na aaye gaana chaahiye
o puttara thande thande paani se nahaana chaahiye
gaana aaye ya na aaye gaana chaahiye
arre gaana aaye ya na aaye gaana chaahiye
beta bajaao taali gaate hain hum qawwaali
bajne do ek taara chhodo zara fawwaara
ye baalti uthaao dholak isse banaao
baithe ho kya ye le kar ye ghar hai ya hai theatre
picture nahi hai jaana baahar nahi hai aana
mummy ko bhi andar bulaana chaahiye
teri mummy ko bhi andar bulaana chaahiye
gaana aaye ya na aaye gaana chaahiye dhatt
arre gaana aaye ya na aaye gaana chaahiye
tum meri hathkadi ho tum door kyun khadi ho
tum bhi zara naha lo do chaar geet ga lo
daaman ho kyun bachaati
arre dukh sukh ke hum hain saathi
chhodo hato anaadi meri bhigo di saari
tum kaise besharam ho bachon se koi kam ho
mummy ko to ladne ka bahaana chaahiye
chup be shaitaan
mummy ko to ladne ka bahaana chaahiye
gaana aaye ya na aaye gaana chaahiye
haan gaana aaye ya na aaye gaana chaahiye
lambi ye taan chhodo tauba hai jaan chhodo
ye geet hai adhoora karte hain kaam poora
ab shor mat karo jee sunte hain sab padosi
hoye keh do padosiyon se kya jhaanke na khidkiyon se
darwaaza khatkhataya lagta hai koi aaya
arre keh do ke aa rahe hain sahab naha rahe hain
mummy ko to daddy se chhudaana chaahiye
ab to mummy ko daddy se chhudaana chaahiye
gaana aaye ya na aaye gaana chaahiye
arre gaana aaye ya na aaye gaana chaahiye
puttara thande thande paani se nahaana chaahiye
o thande thande paani se nahaana chaahiye
gaana aaye ya na aaye gaana chaahiye
arre gaana aaye ya na aaye gaana chaahiye
Most Popular Items:
- Songs of Pati Patni Aur Tawaif
- Pati Patni Aur Tawaif songs
- Lyrics of Zaroorat hai zaroorat hai - Manmauji
- Lyrics of Tujhse naaraz nahi zindagi - Masoom
- Lyrics of Piya hum saat mulk ka - Lootmaar
- NDTV is lying if they say Rakhi will marry Elesh
- Lyrics of Zindagi bhar nahi bhoolegi - Barsaat Ki Raat
- Rakhi Sawant scared of playing mom in real life
- Lyrics of Tenu ghodi kinne chadaya - Singh Is King
- Rakhi to miss the wedding of to be sister in law
- Songs of Pati Parmeshwar
- Songs of Awaam
- Lyrics of Hawa mein udta jaaye - Barsaat
- Songs of Laparwah
- Lyrics of Dil ghoom ghoom kare - Rudaali
- Songs of Faraib
- Top songs of Kismat
- Lyrics of Pehli baar mohabbat ki hai - Kaminey
- Songs of Taqdeer Ka Badshah
- Songs of Gehra Zakhm

No Responses to “Door Gagan Ki Chhaon Mein songs”
Please Wait
Leave a Reply