Lyrics of Tu jahan jahan chalega - Mera Saaya

Advertisements



Movie : Mera Saaya
Actors : Sunil Dutt and Sadhana
Music Directors : Madan mohan
Singers : Lata Mangeshkar
Lyricists : Raja Mehndi Ali Khan

Tu jahan jahan chalega
mera saaya saath hoga
tu jahan jahan chalega
mera saaya saath hoga
mera saaya mera saaya
mera saaya mera saaya

kabhi mujh ko yaad kar ke
jo bahenge tere aansu
kabhi mujh ko yaad kar ke
jo bahenge tere aansu
to wahin pe rok lenge
unhe aa ke mere aansu
tu jidhar ka rukh karega
mera saaya saath hoga
tu jahan jahan chalega
mera saaya saath hoga
mera saaya mera saaya
mera saaya mera saaya

tu agar udaas hoga
to udaas rahungi main bhi
tu agar udaas hoga
to udaas rahungi main bhi
nazar aaun ya naa aaun
tere paas rahungi main bhi
tu kahin bhi ja rahega
mera saaya saath hoga
tu jahan jahan chalega
mera saaya saath hoga
mera saaya mera saaya
mera saaya mera saaya

main agar bichhad bhi jaaun
kabhi mera gham na karna
main agar bichhad bhi jaaun
kabhi mera gham na karna
mera pyaar yaad kar ke
kabhi aankh nam na karna
tu jo mud ke dekh lega
mera saaya saath hoga
tu jahan jahan chalega
mera saaya saath hoga
mera saaya mera saaya
mera saaya mera saaya

mera gam raha hain shaamil
tere dukh mein tere gham mein
mera gam raha hain shaamil
tere dukh mein tere gham mein
mere pyaar ne diya hai
tera saath har janam mein
tu koi janam bhi lega
mera saaya saath hoga
tu jahan jahan chalega
mera saaya saath hoga
mera saaya mera saaya
mera saaya mera saaya
mera saaya saath hoga
mera saaya mera saaya




Most Popular Items:

Get latest updates via email, enter email address

Get your own blog for free
 

No Responses to “Lyrics of Tu jahan jahan chalega - Mera Saaya”  

  1. No Comments
Posting Your Comment
Please Wait

Leave a Reply

There was an error with your comment, please try again.