Lyrics of Tu na aaya aur hone lagi - Aasha
Movie : Aasha
Actors : Kishore Kumar and Vyjayanthimala
Music Directors : C Ramchandra
Singers : Lata Mangeshkar
Lyricist : Rajinder Krishan
Tu na aaya aur hone lagi shaam re
saawariya main khadi rahun ke chali jaaun re
tu na aaya aur hone lagi shaam re
saawariya main khadi rahun ke chali jaaun re
dekhun kab tak piya main teri raah re
dekhun kab tak piya main teri raah re
meri tak tak ke haari nigaah re
meri tak tak ke haari nigaah re
raat hai aa rahi
raat hai aa rahi main to ghabra rahi
kya karun ke door hai mera gaaon re
saawariya main khadi rahun ke chali jaaun re
tu na aaya aur hone lagi shaam re
saawariya main khadi rahun ke chali jaaun re
kaise kaise main chhupte chupaate aayi
kaise kaise main chhupte chupaate aayi
chhupte aayi saari duniya se nazre bacha ke aayi
saari duniya se nazre bacha ke aayi
chhupte aayi
dil ki dhadkan badhi
dil ki dhadkan badhi har kadam par dari
ho na jaaun kahin main badnaam re
saawariya main khadi rahun ke chali jaaun re
tu na aaya aur hone lagi shaam re
saawariya main khadi rahun ke chali jaaun re
kaise ghadiyaan bitaaun intzaar ki
kaise ghadiyaan bitaaun intzaar ki
aaja doon main duhaai tere pyaar ki
aaja doon main duhaai tere pyaar ki
ab to soorat dikha
ab to soorat dikha saanwle aa bhi ja
dekh kab se pukarun tera naam re
saawariya main khadi rahun ke chali jaaun re
tu na aaya aur hone lagi shaam re
saawariya main khadi rahun ke chali jaaun re
saawariya saawariya
Most Popular Items:
- Lyrics of Hone lagi behaya si - De Taali
- Lyrics : ‘ Hone lagi behaya si raatein’ of De Taali
- Lyrics of Koi aaya dhadkan kehti hai - Lajwanti
- Lyrics of Jab bhi cigarette jalti hai - No Smoking
- Lyrics of Baatein kuchh ankahee si - Life in a Metro
- Lyrics of Chhun chhun karti aayi chidiya - Ab Dilli Door Nahi
- Lyrics of Tum ladki ho main - Maine Pyar Kiya
- Lyrics of Jogi aaya jogi aaya - Black and White
- Lyrics of Tum ladki ho main ladka hoon - Maine Pyar Kiya
- Lyrics of Aao sunau pyar ki ek kahani - Krrish
- Lyrics of Baharon phool barsaao mera mehboob - Suraj
- Lyrics of Chaal apni baadlon ki - Sikandar
- Lyrics of Jeevan tumne diya hai sambhaaloge - Big Brother
- Lyrics of Kehale kehale dil se - The Great Indian Butterfly
- Lyrics of April fool banaya to unko - April Fool
- Hindi lyrics - song yoon shabnami from the movie Saawariya
- Lyrics of Zindagi mein nayi baat hone - Mere Khwabon Mein Jo Aaye
- Lyrics of Aaj fir tumpe pyar - Dayavan
- Lyrics of Dancing jodi - Rab Ne Bana Di Jodi
- Lyrics of Aaja shaam hone aayi mausam - Maine Pyar Kiya

No Responses to “Door Gagan Ki Chhaon Mein songs”
Please Wait
Leave a Reply