Lyrics of Tu saala kaam se gaya - Golmaal Returns

Advertisements

Movie : Golmaal Returns
Actors : Ajay Devgan, Arshad Warsi, Shreyas Talpade, Tusshar Kapoor, Kareena Kapoor, Celina Jaitley, Anjana Sukhani, Amrita Arora
Music Director : Vishal - Shekhar
Singers : Anushka Manchanda
Lyricist : Sameer

Maine tujhse pyaar kiya hai
Tu hai meri jaan
Meri har dhadkan kehti hai
Main tujhpe qurbaan

Maine tujhse pyaar kiya hai
Tu hai meri jaan
Meri har dhadkan kehti hai
Main tujhpe qurbaan
Tera zara sa bhi dola jo imaan
Tu saala kaam se gaya
Haan, hua tera kaam tamaam
Tu saala kaam se gaya
Tera dil jo hua beimaan
Tu saala, tu saala, tu saala kaam se gaya

Teri nazron pe jaane ja meri nazar hai
Teri saari harkaton ki mujhko khabar hai
Ha haan, ha haan
Arre mastiyon mein dooba hai
Tujhe nahi fikar hai
Aaja aaja hosh mein aaja
Tu pagal nadaan
Tera zara sa bhi dola jo imaan
Tu saala kaam se gaya
Haaye, hua tera kaam tamaam
Tu saala kaam se gaya
Tera dil jo hua beimaan
Tu saala, kaam se gaya

Baby u should have no doubt, don’t like to freak u out
But his love thing no piece of cake
Make sure you make no mistake
Baby u should have no doubt, don’t like to freak u out
But his love thing no piece of cake
Make sure you make no mistake

Aisi waisi galiyon se kabhi na guzarna
Kisi bewafa ke chehre pe mat marna
No no no no no
Mujhse kabhi bhi bewafai mat karna
Sach kehti hoon jaanu rehna saawdhaan
Tera zara sa bhi dola jo imaan
Tu saala kaam se gaya
Haaye, hua tera kaam tamaam
Tu saala kaam se gaya
Tera dil jo hua beimaan
Tu saala, kaam se gaya

Maine tujhse pyaar kiya hai
Tu hai meri jaan
Meri har dhadkan kehti hai
Main tujhpe qurbaan
Tera zara sa bhi zara sa bhi
Zara sa bhi dola jo imaan
Tu saala kaam se gaya
Haan, hua tera kaam tamaam
Tu saala kaam se gaya
Jo na bachke raha to meri jaan
Tu saala kaam se gaya

Most Popular Items:

Get latest updates via email, enter email address

 

No Responses to “Lyrics of Tu saala kaam se gaya - Golmaal Returns”  

  1. No Comments
Posting Your Comment
Please Wait

Leave a Reply

There was an error with your comment, please try again.