Lyrics of Tujhe dekha to - Dilwale Dulhaniya Le Jayenge

Advertisements



Movie : Dilwale Dulhaniya Le Jayenge
Actors : Shahrukh Khan, Kajol, Amrish Puri, Mandira Bedi
Music Director : Jatin Pandit, Lalit Pandit
Singers : Udit Narayan, Lata Mangeshkar
Lyricist : Anand Bakshi

Tujhe dekha to ye jaana sanam
Pyaar hota hai deewana sanam
Tujhe dekha to ye jaana sanam

Tujhe dekha to ye jaana sanam
Pyaar hota hai deewana sanam

Tujhe dekha to ye jaana sanam
Pyaar hota hai deewana sanam
Ab yahan se kahan jaaye hum
Teri baahon mein mar jaaye hum

Tujhe dekha to ye jaana sanam
Pyaar hota hai deewana sanam
Ab yahan se kahan jaaye hum
Teri baahon mein mar jaaye hum

Tujhe dekha to ye jaana sanam

La la la la la
La la la la la
La la la la la
La la la

Aankhen meri sapne tere
Dil mera yaadein teri

O mera hai kya, la la la
Sab kuch tera, la la la
Jaan teri, saansein teri
Meri aankhon mein aansu tere aa gaye
Muskuraane lage saare gham

Tujhe dekha to ye jaana sanam
Pyaar hota hai deewana sanam
Ab yahan se kahan jaaye hum
Teri baahon mein mar jaaye hum

Tujhe dekha to ye jaana sanam

Ye dil kahin lagta nahi
Kya kahoon main kya karoon
Haan, tu saamne, la la la
Baithi rahe, la la la
Main tujhe dekha karoon
Tune aawaaz di dekh main aa gayi
Pyaar se hai badi kya kasam

Tujhe dekha to ye jaana sanam
Pyaar hota hai deewana sanam

Tujhe dekha to ye jaana sanam
Pyaar hota hai deewana sanam
Ab yahan se kahan jaaye hum
Teri baahon mein mar jaaye hum

Teri baahon mein mar jaaye hum




Most Popular Items:

Get latest updates via email, enter email address

Get your own blog for free
 

One Response to “Lyrics of Tujhe dekha to - Dilwale Dulhaniya Le Jayenge”  

  1. 1 anamika

    tujha dekha to ye jana sanam

Posting Your Comment
Please Wait

Leave a Reply

There was an error with your comment, please try again.