Lyrics of Tum akele to kabhi - Aao Pyaar Karen


Movie : Aao Pyaar Karen
Actors : Sanjeev Kumar and Saira Banu
Music Directors : Usha Khanna
Singers : Lata Mangeshkar and Mohammad Rafi
Lyricist : Rajinder Krishan

Tum akele to kabhi baagh mein jaaya na karo
tum akele to kabhi baagh mein jaaya na karo
aaj kal phool bhi dilwaale hua karte hain
koi kadmon se lipat baitha to phir
to phir kya hoga
to phir kya hoga
tum akele to kabhi baagh mein jaaya na karo

aaj kal kaliyaan badi shokh hua karti hain
koi shokhi pe utar aayi to phir
to phir kya hoga
to phir kya hoga
tum akele to kabhi baagh mein jaaya na karo
tum kabhi zulf ko chehre pe giraaya na karo
tum kabhi zulf ko chehre pe giraaya na karo
baaz dil waale bhi kamzor hua karte hain
koi naagin jo samajh baitha to phir
to phir kya hoga
to phir kya hoga

mehfil e husn ki chilman ko uthaaya na karo
mehfil e husn ki chilman ko uthaaya na karo
bijliyaan kaali ghataaon mein chhupi hoti hain
koi chup ke se chamak jaaye to phir
to phir kya hoga
to phir kya hoga
tum akele to kabhi baagh mein jaaya na karo
tum kabhi aankh mein kaajal bhi lagaaya na karo
tum kabhi aankh mein kaajal bhi lagaaya na karo

in hi aankhon ke jareechon mein to hum baste hain
saath kaajal ke jo beh nikle to phir
to phir kya hoga
to phir kya hoga
haay hoye
husn waalon ke mukabil kabhi aaya na karo
husn waalon ke mukabil kabhi aaya na karo
sharbati aankhon ke doron mein nasha hota hai
bin piye hi jo behak jaao to phir
to phir kya hoga
to phir kya hoga
tum akele to kabhi baagh mein jaya na karo




Most Popular Items:

Get latest updates via email, enter email address

Get your own blog for free
 

No Responses to “Door Gagan Ki Chhaon Mein songs”  

  1. No Comments
Posting Your Comment
Please Wait

Leave a Reply

There was an error with your comment, please try again.