Lyrics of Uff are tu mirch hai - Chal Chalein


Movie : Chal Chalein
Actors : Mithun Chakraborty and Rati Agnihotri
Music Director : Illaiyaraja
Singers : Shreya Ghosal, Shaan, Krishna
Lyricist : Piyush Mishra

Uff are tu mirch hai laal laal si
tej hai taraat hai tu kamaal si
kuch to bata hamein yeh bhala
kaise hai mili tujhe yeh kala
khush leke ji rahi hai uff dhamaal si
uff are tu mirch hai laal laal si
tej hai taraat hai tu kamaal si

tu kahe ke tu hai hero par na kaafi hai
sharukho ki aamiron ki third copy hai
ladkiyon ko na he dekh tu to sant hai
tu to ghaata aise jaise aaj ant hai
tum to deewaane bas khud ko ro rahe ho
kiske liye tum yun sati ho rahe ho
ek do tin are chaar paanch chhe
are saath aath nau das bas bas
achcha baba tu khari khari si hai
hum hai khote se tu badi bujurg hai
hum hai chhote se kuch to bata hamein yeh bhala
kaise hai mili tujhe yeh kala
khus leke ji rahi hai uff dhamaal si

dur se kaho ke hello to kmaal hai
muh lagoge mere to main mirch laal hoon
dosti karoge to main achchi khaasi hoon
dushmani karoge to main raani jhaansi hoon
abb yeh bata do bhaai kya kya hai iraada
mujhse ladoge ya yaari ka hai waada
ek do tin are chaar paanch chhe
are saath aath nau das bas bas
tum to ho deewaane bas tum dhamaal ho
uff sharaarato ki bas ik misaal ho
tum to jiyo aise hi jiyo sabki suno khud ki karo
haan happy birthday main bolu mirch laal si
uff are tu mirch hai laal laal si
tej hai taraat hai tu kamaal si




Most Popular Items:

Get latest updates via email, enter email address

Get your own blog for free
 

No Responses to “Door Gagan Ki Chhaon Mein songs”  

  1. No Comments
Posting Your Comment
Please Wait

Leave a Reply

There was an error with your comment, please try again.