Lyrics of Un se pyaar ho gaya - Baadal


Movie : Baadal
Actors : Prem Nath and Madhubala
Music Directors : Shankar Jaikishan
Singers : Lata Mangeshkar
Lyricist : Shailendra

Un se pyaar ho gaya
un se pyaar ho gaya dil mera kho gaya
dil un ka kho gaya dil dil se mil gaya
un se pyaar ho gaya
un se pyaar ho gaya dil mera kho gaya
dil un ka kho gaya dil dil se mil gaya
un se pyaar ho gaya

dard mitaaye tune teer chubha ke
dard mitaaye tune teer chubha ke
aag bujhaai ik aag laga ke
aag bujhaai ik aag laga ke
un se pyaar ho gaya
un se pyaar ho gaya dil mera kho gaya
dil un ka kho gaya dil dil se mil gaya
un se pyaar ho gaya

naino se nain mile badle zamaane
naino se nain mile badle zamaane
samjhe samajhne waale aur na jaane
samjhe samajhne waale aur na jaane
aur na jaane koi aur na jaane
aur na jaane koi aur na jaane
un se pyaar ho gaya
un se pyaar ho gaya dil mera kho gaya
dil un ka kho gaya dil dil se mil gaya
un se pyaar ho gaya

ulfat ki dekho kaisi ajab kahani
ulfat ki dekho kaisi ajab kahani
aaye na baadal phir bhi barsa hai paani
aaye na baadal phir bhi barsa hai paani
un se pyaar ho gaya
un se pyaar ho gaya dil mera kho gaya
dil un ka kho gaya dil dil se mil gaya
un se pyaar ho gaya
un se pyaar ho gaya dil mera kho gaya
dil un ka kho gaya dil dil se mil gaya
un se pyaar ho gaya




Most Popular Items:

Get latest updates via email, enter email address

Get your own blog for free
 

No Responses to “Door Gagan Ki Chhaon Mein songs”  

  1. No Comments
Posting Your Comment
Please Wait

Leave a Reply

There was an error with your comment, please try again.