Lyrics of Vaada karo jaanam na - Sabse Bada Rupaiya
Movie : Sabse Bada Rupaiya
Actors : Vinod Mehra and Moushumi Chatterjee
Music Director : Basu Manohari
Singers : Kishore Kumar and Lata Mangeshkar
Lyricist : Majrooh Sultanpuri
Vaada karo jaanam na chhodoge ye daaman
zamaana chaahe chhoote
baandhi hai jo dil se
ab ye dor zindagi bhar na toote
vaada karo jaanam na chhodoge ye daaman
zamaana chaahe chhoote
baandhi hai jo dil se
ab ye dor zindagi bhar na toote
vaada karo jaanam na chhodoge ye daaman
zamaana chaahe chhoote
badle na hum tum kabhi rut ye badalti rahe
do dilon ki ye baat chalti hi rahe
ho aa ke bahaaron ki chhaanv jaati rahe
dhalti rahe
na phire ye nazar
dil se dil na roothe
zamaana chaahe chhoote
vaada karo jaanam na chhodoge ye daaman
zamaana chaahe chhoote
baandhi hai jo dil se
ab ye dor zindagi bhar na toote
vaada karo jaanam na chhodoge ye daaman
zamaana chaahe chhoote
hone denge aisa na hum kal ko zamaana hanse
yoon kare pyaar ka naam duniya yaad kare
hum pe gire bijliyaan aandhi ke toofan chale
haath se ye tera aanchal ab na chhoote
zamaana chaahe chhoote
vaada karo jaanam na chhodoge ye daaman
zamaana chaahe chhoote
baandhi hai jo dil se
ab ye dor zindagi bhar na toote
vaada karo jaanam na chhodoge ye daaman
zamaana chaahe chhoote
zamaana chaahe chhoote
zamaana chaahe chhoote
Most Popular Items:
- Songs of Sabse Bada Rupaiya
- Lyrics of Vaada tumse hai vaada - 1920
- Lyrics of Tumne mere seene se patthar - Toss
- Top songs of Jaanam Samjha Karo
- Lyrics of Thoda sa thehro - Victoria No 203
- Lyrics of India Se Aaya Tera Dost - Chandni Chowk To China
- Lyrics of Vaada tera vaada - Dushman
- Lyrics of Vaada kar le sajana - Haath Ki Safai
- Lyrics of Kya hua tera vaada - Hum Kisi Se Kam Nahi
- Lyrics of Jo vaada kiya wo - Taj Mahal
- Lyrics of Is rang badalti duniya mein insaan ki keemat - Raj Kumar
- Lyrics of Ke hamen pyar karo - Three - Love Lies And Betrayal
- Lyrics of O ram ji bada dukh deena - Ram Lakhan
- Lyrics of Aaj mausam bada beimaan hai - Loafer
- Lyrics of hindi song ‘Chand taare tod laoon’ of Yes Boss
- Lyrics of Sun champa sun taara - Apna Desh
- Lyrics of Mausam ye awesome bada - Kidnap
- Lyrics of Pyaar maanga hai tumhi se - College Girl
- Songs of Kudiyon Ka Hai Zamana
- Lyrics of Zulfon ko aap yoon na - Chandan Ka Palna

No Responses to “Lyrics of Vaada karo jaanam na - Sabse Bada Rupaiya”
Please Wait
Leave a Reply