Lyrics of Wo ladki bahut yaad - Qayamat


Movie : Qayamat
Singers : Kumar Sanu and Alka Yagnik
Lyricist : Sameer
Actors : Ajay Devgan, Sunil Shetty, Ashish Chaudhary and Riya Sen
Music directors : Naresh Sharma and Ranjit Barot

Kabhi mujhko hasaye kabhi mujhko rulaye
mujhe kitna satati hai
kabhi mujhko hasaye kabhi mujhko rulaye
mujhe kitna satati hai wo ladki bahut yaad aati hai
wo ladki bahut yaad aati hai
wo ladki bahut yaad aati hai
wo ladki bahut yaad aati hai
mere sapno mein aaye mere dil ko churaye
mujhe kitna satata hai wo ladka bahut yaad aata hai
wo ladka bahut yaad aata hai
wo ladka bahut yaad aata hai
wo ladka bahut yaad aata hai

dekha use jab pehli baar ban gaya deewana main yaar
karke anjaana ikraar le gayi dil ka chain qaraar
dekha use jab pehli baar ban gaya deewana main yaar
karke anjaana ikraar le gayi dil ka chain qaraar
thodi si ghabrayi thi thodi si sharmayi thi
kitna pyara mukhda hai wo to chand ka tukda hai
jane kahan chhup jaati hai wo ladki bahut yaad aati hai
wo ladki bahut yaad aati hai
wo ladki bahut yaad aati hai
wo ladki bahut yaad aati hai

main to uspe marti hoon duniya se nahi darti hoon
naam se uske savarti hoon pal pal aahein bharti hoon
main to uspe marti hoon duniya se nahi darti hoon
naam se uske savarti hoon pal pal aahein bharti hoon
maana ke majburi hai chaahat abhi adhuri hai
bas kuchh din ki doori hai milna bahut zaruri hai
kya kya dard jagata hai wo ladka bahut yaad aata hai
wo ladka bahut yaad aata hai
wo ladka bahut yaad aata hai
wo ladka bahut yaad aata hai
kabhi mujhko hasaye kabhi mujhko rulaye
mujhe kitna satati hai
mere sapno mein aaye mere dil ko churaye
mujhe kitna satata hai
wo ladka bahut yaad aata hai
wo ladka bahut yaad aata hai
wo ladki bahut yaad aati hai
wo ladki bahut yaad aati hai




Most Popular Items:

Get latest updates via email, enter email address

Get your own blog for free
 

No Responses to “Door Gagan Ki Chhaon Mein songs”  

  1. No Comments
Posting Your Comment
Please Wait

Leave a Reply

There was an error with your comment, please try again.