Lyrics of Yaad aa raha hai tera - Disco Dancer

Advertisements



Movie : Disco Dancer
Actors : Mithun Chakraborty and Kim
Music Director : Bappi Lahiri
Singers : Bappi Lahiri
Lyricist : Anjaan

Yaad aa raha hai tera pyaar
yaad aa raha hai tera pyaar
kahan hum kahan tum hue tum kahan gum
aa bhi ja abhi ja ek baar
ho ho ho ho yaad aa raha hai tera pyaar
kahan hum kahan tum hue tum kahan gum
aa bhi ja abhi ja ek baar
ho ho ho ho yaad aa raha hai tera pyaar

yaroon main to yahan jeeta raha
saare gum dil ke bhula ke
de ke tumhe saari khushi maine
maine yahan kuchh bhi to paaya nahi
sab kuchh paa ke mujh ko mile kya zindagi
ho ho ho ho yaad aa raha hai tera pyaar
kahan hum kahan tum hue tum kahan gum
aa bhi ja abhi ja ek baar
ho ho ho ho yaad aa raha hai tera pyaar

aye dil mein wohi tu wohi
wohi hai ye duniya ke mele
bichhde wo din jaane kahan
roothe sab yahaan jaane kahan
reh gaye hum to akele awaaz den kis ko yahan
ho ho ho ho yaad aa raha hai tera pyaar
kahan hum kahan tum hue tum kahan gum
aa bhi ja abhi ja ek baar
ho ho ho ho yaad aa raha hai tera pyaar

vaada vaada raha saathi mere
tere liye gaata chala jaaun
tu mera dil tu meri jaan
jeena jeena mere jeena
yahin tere liye zindagi lutaaun tu jo nahi kya hai yahaan
ho ho ho ho yaad aa raha hai tera pyaar
kahan hum kahan tum hue tum kahan gum
aa bhi ja abhi ja ek baar
ho ho ho ho yaad aa raha hai tera pyaar




Most Popular Items:

Get latest updates via email, enter email address

Get your own blog for free
 

No Responses to “Lyrics of Yaad aa raha hai tera - Disco Dancer”  

  1. No Comments
Posting Your Comment
Please Wait

Leave a Reply

There was an error with your comment, please try again.