Lyrics of Yaar mila tha saiyaan - Blue
Movie : Blue
Actor : Akshay Kumar, Sanjay Dutt, Katrina Kaif and Lara Dutta
Music Director : A.R.Rehman
Singer : Udit Narayan and Madhushree
Lyricist : Abbas Tyrewala, Raqqeb Alam, Sukhvindar singh, Mayapuri
Yaar mila tha saiyaan ek din
yaar mila tha saiyaan
aankhon mein sapne dil mein leke
pyaar mila tha saiyaan
kya main karti saaiyan baiyan
kya main karti saiyaan
teri yaad mein kitni sadiyyan aah bharti saiyan
are kuchh to sharm kar leti ab kya kahengi duniya
kyun us ke sang ho li us peepal ki chhaiya
socha nikal loon par pallu wo kheencha zor se
bola sandesa hai laaya wo teri aur se
haaye dil ghayal zakhmi jiya
kaise jeeye ab tere piya
maar diya dulhaniya tune maar diya dulhaniya
jeete jee apne saiyaan ko maar diya dulhaniya
yaar mila tha saiyaan ek din
yaar mila tha saiyaan
hai kusoor kya mera
bataana yoon sata main teri raah takti thi
raah takti thi to khafa
ho gayi thi tu ya bewafa
ke panghat pe ghoonghat ke bina
jaa baithi kaise tu wo bhi mere bina
usi panghat pe
jahan jhat se pehli baar thaami thi
maine teri kalaayi harjaayi
jahan dhoop se hum bache
the jahaan naache the apne kadam
aur besharam wo kalaayi tu thama ke aayi
haathon mein na jaane kis khote ke kis pote ke
mere hote se par sote se
par tune hi to usse bheja na
ke mera pyaar piya ko de jaana
yaar bulaaya saiyaan maine yaar bulaaya saiyaan
bhooli saari duniya jab ek baar bulaaya saiyaan
to aa gale dulhaniya lag ja aa gale dulhaniya
dekh ke apni yaari duniya lakh jale dulhaniya
lag ja aa gale dulhaniya
bhooli saari duniya duniya lakh jale dulhaniya
arre teri wafa ke kisse ab ga rahi hai duniya
har maa kahe bete se la aise dulhaniya
haaye dil ghayal zakhmi jiya
jiye bas jiye ab mera piya
Most Popular Items:
- Lyrics of Saiyaan re saiyaan re - Salaam-e-ishq
- Lyrics of More saiyaan more saiyaan - Tere Sang
- Lyrics of Yaar bina chain kahan re - Saheb
- Lyrics of Roothe saiyaan hamaare - Devar
- Lyrics : ‘Saheli jaisa saiyaan’ of U Me aur Hum
- Lyrics of Maang ke saath tumhara - Naya Daur
- Lyrics : ‘ Almadad shere khuda mera’ of Hastey Hastey
- Lyrics of Almadad shere khuda - Hastey Hastey
- Lyrics of Mila le nazar se - Paying Guests
- Lyrics : ‘ Everybody get ur hands together’ of De Taali
- Lyrics of Main teri dhun mein - Shoot Out At Lokhandwala
- Lyrics of My mind blowing mahiya - Cash
- Lyrics of Kabhi aar kabhi paar laaga - Aar Paar
- Lyrics of Nasha nashila utha dhuan hai - Dil Kabaddi
- Lyrics of Lattoo lattoo lattoo main - Ghajini
- Lyrics of Nazron se teer maare - Dil Kabaddi
- Lyrics of Meet na mila re man ka - Abhimaan
- Sasural Genda Phool lyrics of Dilli 6
- Lyrics of Sasural Genda Phool - Dilli 6
- Lyrics of Aye chori zara nach ke - Cash

No Responses to “Lyrics of Yaar mila tha saiyaan - Blue”
Please Wait
Leave a Reply