Lyrics of Yaari hai imaan mera yaar - Zanjeer
Movie : Zanjeer
Actors : Amitabh Bachchan and Jaya Bachchan
Music Director : Kalyanji Anandji
Singers : Manna Dey
Lyricist : Gulshan Bawra
Agar khuda mujse kahe
agar khuda mujse kahe kuch maang aye bande mere
main ye maangu
main ye maangu mehefilo ke daur yu chalte rahe
hum pe aalao hum nibaah laao
hamsafar hamraaz ho ta qayamat
ta qayamat
jo chiraago ki tarha jalte rahe
yaari hai meri imaan mera yaar meri zindagi
are yaari hai meri imaan mera yaar meri zindagi
yaar ho bando se ye oh
yaar ho bando se ye sabse badi hai bandagi
yaari hai yaari hai meri imaan mera yaar meri zindagi
yaari hai meri imaan mera yaar meri zindagi
saaz-e-dil chhedo jaha mein
saaz-e-dil chhedo jaha mein yaar ki gunje sada
hai saaz-e-dil chhedo jaha me yaar ki gunje sada
in dilo me pyaar hai unpe bahaare ho fida
pyar leke noor aaya
pyar leke noor aaya pyar leke taazgi
yaari hai arey yaari hai meri imaan mera yaar meri zindagi
yaari hai meri imaan mera yaar meri zindagi
jaan bhi jaaye agar
jaan bhi jaaye agar yaari mein yaaro gham nahi
eh jaan bhi jaaye agar yaari mein yaaro gham nahi
apne hote yaar ho gham-geen matlab hum nahi
hum jahan hai us jagah
hum jahan hai us jagah
jhumegi nachegi khushiy
yaari hai yaari hai meri imaan mera yaar meri zindagi
yaari hai meri imaan mera yaar meri zindagi
gul-e-gulzar kyu bezaar nazar aata hai
gul-e-gulzar kyu bezaar nazar aata hai
chashme pat ashiqar yaar nazar aata hai
chhupana hamse zara haal-e-dil suna de tu
teri hasi ki keemat kya hai ye bata de tu
teri hasi ki keemat kya hai ye bata de tu
kahe to aasmaa se chaand taare le aaun
haseen jawaan aur dilkash nazaare le aaun
tera mamnoon hu
tera mamnoon hu tumne nibhaya yarana
teri hasi hai aaj sabse bada nazrana
teri hasi hai aaj sabse bada nazrana
yaar ke haste hi
yaar ke haste hi mehfil pe jawani chha gayi
chhaa gayi
yaari hai yaari hai meri imaan mera yaar meri zindagi
yaari hai meri imaan mera yaar meri zindagi
o yaari hai meri imaan mera yaar meri zindagi
Most Popular Items:
- Lyrics of Ye duniya jab le ke tarazu - London Dreams
- Lyrics of Lattoo lattoo lattoo main - Ghajini
- Songs of Zanjeer
- Lyrics : ‘ Almadad shere khuda mera’ of Hastey Hastey
- Lyrics of Almadad shere khuda - Hastey Hastey
- Lyrics of Talli hua yaara - Singh Is King
- Lyrics of Achha ji main haari - Kala Pani
- Lyrics of Ye mera dil pyar ka deewana - Don
- Lyrics of Chalo maan jaao na - Kala Pani
- Lyrics of Tere jaisa yaar kahan - Yaarana
- Lyrics of Tere jaisa yaar kahan kahan aisa yaraana - Yaarana
- Lyrics of Barson puraana ye yaarana - Hera Pheri
- Lyrics of Chal chhaiya chhaiya chhaiya - Dil Se
- Lyrics : ‘ De taali taali de’ of De Taali
- Lyrics of Yaar mila tha saiyaan - Blue
- Lyrics: ‘Allah Beli’ of My Name Is Anthony Gonsalvis
- Lyrics of I will be there for you - Tere Sang
- Lyrics of Aayi zanjeer ki jhankar - Razia Sultan
- Lyrics of Is rang badalti duniya mein insaan ki keemat - Raj Kumar
- Lyrics of Main teri dhun mein - Shoot Out At Lokhandwala

No Responses to “Door Gagan Ki Chhaon Mein songs”
Please Wait
Leave a Reply