Lyrics of Ye jo public hai ye sab - Roti
Movie : Roti
Actors : Rajesh Khanna and Mumtaz
Music Directors : Laxmikant Pyarelal
Singers : Kishore Kumar
Lyricist : Anand Bakshi
Aye babu ye public hai public
ye jo public hai ye sab jaanti hai
public hai
ye jo public hai ye sab jaanti hai
public hai
aji andar kya hai
aji bahar kya hai
andar kya hai bahar kya hai
ye sab kuchh pehchaanti hai
public hai ye sab jaanti hai
public hai
ye jo public hai ye sab jaanti hai
public hai
aji andar kya hai
aji bahar kya hai
andar kya hai bahar kya hai
ye sab kuchh pehchaanti hai
public hai ye sab jaanti hai
public hai
ye jo public hai ye sab jaanti hai
public hai
ye chaahe to sar pe bitha le
chaahe phenk de neeche
ye chaahe to sar pe bitha le
chaahe phenk de neeche
pehle ye peechhe bhaage
phir bhaago is ke peechhe
are dil toote to
are ye roothe to
dil toote to ye roothe to
taubaa kahaan phir maanti hai
public hai ye sab jaanti hai
public hai
ye jo public hai ye sab jaanti hai
public hai
kya neta kya abhineta
de janta ko jo dhokha
kya neta kya abhineta
de janta ko jo dhokha
pal mein shohrat ud jaaye jyon
ek pawan ka jhonka
arre zor na karna
arre shor na karna
zor na karna shor na karna
apne shehar mein shaanti hai
public hai ye sab jaanti hai
public hai
ye jo public hai ye sab jaanti hai
public hai
heere moti tumne chhupaaye
kuchh hum log na bole
heere moti tumne chhupaaye
kuchh hum log na bole
ab aata chaawal bhi chhupa
to bhookhon ne muh khole
are bheekh na maange
are karz na maange
bheekh na maange karz na maange
ye apna haq maangti hai
public hai ye sab jaanti hai
public hai
ye jo public hai ye sab jaanti hai
public hai
aji andar kya hai
aji bahar kya hai
andar kya hai bahar kya hai
ye sab kuchh pehchaanti hai
public hai ye sab jaanti hai
public hai
ye jo public hai ye sab jaanti hai
public hai
aye baabu maine kaha
baabu ye public hai public
samjhe ki nahi
Most Popular Items:
- Lyrics of Daal roti khaao prabhu ke - Jwaar Bhata
- Lyrics of Naach meri bulbul - Roti
- Top songs of Roti Ki Keemat
- Lyrics of Duniya mein rehna hai to - Haathi Mere Saathi
- Lyrics of Tumne mere seene se patthar - Toss
- Songs of Roti
- Lyrics of Main na bhulunga -Roti Kapda Aur Makan
- Lyrics of Gore rang pe na itna gumaan kar - Roti
- Lyrics of the song “Akele tanha” from the movie Darling
- Songs of Izzat Ki Roti
- Songs of Jwar Bhata
- Lyrics of O ram ji bada dukh deena - Ram Lakhan
- Songs of Mazdoor
- Songs of Roti Kapda Aur Makaan
- Hit songs of Phaansi
- Lyrics of Hamein aur jeene ki - Agar Tum Na Hote
- Top songs of Jurrat
- Lyrics of Zindagi hai kya bolo - Satyakam
- Songs of Ghar Ek Mandir
- Kunal and Sonam are in love?

No Responses to “Door Gagan Ki Chhaon Mein songs”
Please Wait
Leave a Reply