Lyrics of Ye kya hua kab hua - Amar Prem
Movie : Amar Prem
Actors : Rajesh Khanna and Sharmila Tagore
Music Director : R.D.Burman
Singers : Kishore Kumar
Lyricist : Anand Bakshi
Ye kya hua kaise hua
kab hua kyon hua
jab hua tab hua
o chhodo ye na socho
hmmm…..
Ye kya hua kaise hua
kab hua kyon hua
jab hua tab hua
o chhodo ye na socho
hmmm…..yeh kya hua
hum kyun shikwa karein jootha
kya hua jo dil toota
hum kyun shikwa karein jootha
kya hua jo dil toota
sheeshe ka khilona tha
kuchh na kuchh to hona tha
hua……hmmm
Ye kya hua kaise hua
kab hua kyon hua
jab hua tab hua
o chhodo ye na socho
hmmm…..yeh kya hua samjhe na
hamne jo dekha tha suna tha
kya batayein wo kya tha
hamne jo dekha tha suna tha
kya batayein wo kya tha
sapna salona tha
khatam to hona tha
hua…….hmmm
Ye kya hua kaise hua
kab hua kyon hua
jab hua tab hua
o chhodo ye na socho
hmmm…..yeh kya hua
aye dil chal pi kar jhoome
inhi galiyon mein ghoome
aye dil chal pi kar jhoome
inhi galiyon mein ghoome
yahan tuje khona tha
badnaam hona tha
hua……hmmm
Ye kya hua kaise hua
kab hua kyon hua
jab hua tab hua
o chhodo ye na socho
hmmm…..yeh kya hua
Most Popular Items:
- Lyrics of Hothon se chhoo lo tum - Prem Geet
- Lyrics of Raina beeti jaaye shyam - Amar Prem
- Lyrics : ‘ Koi tumsa na tum ye jaan lo’ of Dashavatar
- Songs of Lok Parlok
- Lyrics of Bada natkhat hai re - Amar Prem
- Songs of Andaz Apna Apna
- Lyrics of Kuchh to log kahenge - Amar Prem
- Top songs of Kalpana
- Songs of Sir
- Songs of Dial 100
- Lyrics of My name is anthony gonsalves - Amar Akbar Anthony
- Lyrics of Hum premi prem karna jaane - Parvarish
- Songs of Griha Pravesh
- Songs of Lava
- Songs of Sikka
- Hit songs of Prem Geet
- Top songs of Aasra
- Lyrics of Apni prem kahaniyaan - Mera Gaon Mera Desh
- Songs of Amar Shakti
- Salman gifts Bebo a Dolce and Gabbana bag worth lakhs

No Responses to “Door Gagan Ki Chhaon Mein songs”
Please Wait
Leave a Reply