Lyrics of Ye mausam aaya hai - Aakraman

Advertisements



Movie : Aakraman
Actors : Ashok Kumar, Sanjeev Kumar and Rekha
Music Director : Laxmikant Pyarelal
Singers : Kishore Kumar and Lata Mangeshkar
Lyricist : Anand Bakshi

Ho ho ho ho ho ho ho ho
ye mausam aaya hai kitne saalon mein
aaja kho jaayein khwaabon khayaalon mein
aaja ke kho jaayein khwaabon khayaalon mein
ye mausam aaya hai kitne saalon mein
aaja kho jaayein khwaabon khayaalon mein
aaja ke kho jaayein khwaabon khayaalon mein

aankho ka milna khoob raha hai
aankho ka milna khoob raha hai
ye dil deewaana doob raha hai
matwaale naino ke in sharbati nargisi jaalon mein
aaja kho jaayein khwaabon khayaalon mein
aaja ke kho jaayein khwaabon khayaalon mein
ye mausam aaya hai kitne saalon mein
aaja kho jaayein khwaabon khayaalon mein
aaja ke kho jaayein khwaabon khayaalon mein

kehna nahi tha kehna pada hai
kehna nahi tha kehna pada hai
pyaar ka jaadu sab se bada hai
mera dil na aa jaaye is pyaar ki madbhari chaalon mein
aaja kho jaayein khwaabon khayaalon mein
aaja ke kho jaayein khwaabon khayaalon mein
ye mausam aaya hai kitne saalon mein
aaja kho jaayein khwaabon khayaalon mein
aaja ke kho jaayein khwaabon khayaalon mein
khwaabon khayaalon mein khwaabon khayaalon mein
khwaabon khayaalon mein




Most Popular Items:

Get latest updates via email, enter email address

Get your own blog for free
 

No Responses to “Lyrics of Ye mausam aaya hai - Aakraman”  

  1. No Comments
Posting Your Comment
Please Wait

Leave a Reply

There was an error with your comment, please try again.