Lyrics of Ye mera dil pyar ka deewana - Don

Advertisements



Movie : Don
Actors : Amitabh Bachchan and Zeenat Aman
Music Director: Kalayanji Anandji
Singers: Asha Bhosle
Lyricists : Indeevar

Ye mera dil yaar ka deewana
deewana deewana pyaar ka parwana
aata hai mujhko pyaar mein jal jaana
mushkil hai pyaare tera bachke jaana
ye mera dil yaar ka deewana
ye mera dil yaar ka deewana

dil wo chaahe jise
chaahe jise use paaye
pyaar wo yaar ke jo
naam pe hi mit jaaye
dil wo chaahe jise
chaahe jise use paaye
pyaar wo yaar ke jo
naam pe hi mit jaaye
jaan ke badle mein
jaan loon nazraana
ye mera dil yaar ka deewana
deewana deewana pyaar ka parwana

pal pal ek halchal
dil mein ek toofaan hai
aane ko hai wo manzil
jiska mujhe armaan hai
pal pal ek halchal
dil mein ek toofaan hai
aane ko hai wo manzil
jiska mujhe armaan hai
bhoolega na tujhe dil ka ye takraana
ye mera dil yaar ka deewana
deewana deewana pyaar ka parwana
aata hai mujhko pyaar mein jal jaana
mushkil hai pyaare tera bachke jaana
ye mera dil yaar ka deewana
ye mera dil yaar ka deewana




Most Popular Items:

Get latest updates via email, enter email address

Get your own blog for free
 

No Responses to “Lyrics of Ye mera dil pyar ka deewana - Don”  

  1. No Comments
Posting Your Comment
Please Wait

Leave a Reply

There was an error with your comment, please try again.