Lyrics of Ye zindagi usi ki hai - Anarkali
Movie : Anarkali
Actors : Pradeep Kumar and Bina Rai
Music Director : C Ramchandra
Singers : Lata Mangeshkar
Lyricist : Rajinder Krishan
Ye zindagi usi ki hai jo kisi ka ho gaya
pyaar hi mein kho gaya
ye zindagi usi ki hai jo kisi ka ho gaya
pyaar hi mein kho gaya
ye zindagi usi ki hai
ye bahaar ye sama keh raha hai pyaar kar
kisi ki aarzoo mein apne dil ko beqaraar kar
ye bahaar ye sama keh raha hai pyaar kar
kisi ki aarzoo mein apne dil ko beqaraar kar
zindagi hai bewafa aa aa
zindagi hai bewafa loot pyaar ka maza
ye zindagi usi ki hai jo kisi ka ho gaya
pyaar hi mein kho gaya
ye zindagi usi ki hai
dhadak raha hai dil to kya dil ki dhadkane na gin
dhadak raha hai dil to kya dil ki dhadkane na gin
phir kahaan ye fursatein phir kahaan ye raat din
aa rahi hai ye sada aa aa
aa rahi hai ye sadaa mastiyon mein jhoom ja
ye zindagi usi ki hai jo kisi ka ho gaya
pyaar hi mein kho gaya
ye zindagi usi ki hai
Most Popular Items:
- Anarkali songs
- Lyrics of Zindagi zindagi kya - Yuvraaj
- Lyrics of Zindagi kitni khoobsurat - Bin Baadal Barsaat
- Lyrics of Aankh micholi - Dev D
- Lyrics of Ye veeraniyaan - Namaste London
- Lyrics of Ajnabi shehar hai - Jaaneman
- Lyrics of Zindagi Har Kadam Ek Nayi Jung Hai - Meri Jung
- Lyrics of Zindagi aye zindagi - Zindagi Zindagi
- Lyrics : ‘ Teri ek nazar se nihal’ of Thoda Pyaar Thoda Magic
- Lyrics of Dost dost na raha - Sangam
- Lyrics of Aye Meri Zindagi Muskura To Zara - 42 Kms
- Lyrics of Yamma yamma ye khoobsoorat - Shaan
- Lyrics of Aur mar ke tu jee - Luck
- Lyrics of Zindagi bhar nahi bhoolegi - Barsaat Ki Raat
- Lyrics of Zindagi ka safar hai - Safar
- Kal Ho Naa Ho title song lyrics
- Lyrics of Ek pyar ka nagma hai - Shor
- Lyrics of Maana yeh aaj - Thodi life Thoda Magic
- Lyrics of Roshan har dil dua - E M I
- Lyrics of Zindagi hai kya bolo - Satyakam

No Responses to “Lyrics of Ye zindagi usi ki hai - Anarkali”
Please Wait
Leave a Reply