Lyrics : ‘Saheli jaisa saiyaan’ of U Me aur Hum


Movie : U Me aur Hum (2008)
Song : Saheli Jaisa Saiyaan
Playback Singer : Sunidhi Chauhan
Starcast : Ajay Devgan and Kajol Devgan
Producer/Director : Ajay Devgan
Music Director : Vishal Bharadwaj

Na na na na na na….
Ho maine to maanga tha saheli jaisa saiyaan
Ho maine to maanga tha saheli jaisa saiyaan
Mua palle pada, paheli jaisa saiyaan paheli jaisa saiyaan paheli jaisa saiyaan
Bhoola bhoola sa rehta hai, jhoola jhoola sa rehta hai
Nayi dilli main, bareli jaisa saiyaan bareli jaisa saiyaan bareli jaisa saiyaan
Ho maine to maanga tha
Na na na na na na……

Saara din afwahon sa udta firta hai gali gali, gali gali mora saiyaan
Ho aake ghar angithi sa, baatein karta hai jali jali, jala jala mora saiyaan
Baawre ne hi bawari kiya, hai maine kya panga le liya
Joona bhooton ki haveli jaisa saiyaan haveli jaisa saiyaan bareli jaisa saiyaan
Ha maine to maanga tha saheli jaisa saiyaan

Ho uthtehi akhbar pe toot padta hai subah subah, bhookha sa mora saiyaan
Biwi se jyada to ye TV se hai juda juda, chipuku sa mora saiyaan
Baawre ne hi bawari kiya, kaise na bhala jale ye jiya
Man jhele na, jodeliya sa saiyaan jodeliya sa saiyaan jodeliya sa saiyaan
Bhoola bhoola sa rehta hai, jhoola jhoola sa rehta hai
Nayi dilli main, bareli jaisa saiya bareli jaisa saiya bareli jaisa saiyaan paheli jaisa saiyaan
Maine to maanga tha saheli jaisa saiyaan




Most Popular Items:

Get latest updates via email, enter email address

Get your own blog for free
 

No Responses to “Door Gagan Ki Chhaon Mein songs”  

  1. No Comments
Posting Your Comment
Please Wait

Leave a Reply

There was an error with your comment, please try again.